داستان: ما همه جانوریم
هم اکنون میتوانید داستان کوتاه Hum Sab Praani را به صورت PDF به همراه ترجمه و کلمات جدید دانلود کنید.
لازم به ذکر است این فایل در آینده ویرایش و متن هندی نیز به صورت کامل به آن افزوده خواهد شد.
Suno, Suno. Meri Baat Suno.
Mai Aankho Se Dekh Sakti Hu. Ye Baat Mai Jaanti Hu.
Hamaare Paas Bhi Aankhe Hai. Hamaari Aankhe Dur-Dur Tak Dekh Sakti Hai. Jaanti Ho?
Mai Naak Se Saans Leti Hu. Kya Tum Jaante Ho?
Hamaare Paas Bhi Naak Hai! Hum Naak Se Sungh Kar Hi Tumhe Pehchaan Lete Hai.
Mai Daanto Se Khaanaa Khaati Hu. Mai Daanto Se Chaba Bhi Sakti Hu. Ye Baat Mai Achchi Tarah Jaanti Hu.
Dekho, Hamaare Daant Dekho! Kaat Kar Dikhaae Yaa Khaa Kar Dikhaae? Haa Haa,Hi Hi...
Mai Kaan Se Sun Sakti Hu. Ye Mai Pehle Se Jaanti Hu.
Hum Ek Dam Dhimi Awaaz Bhi Sun Lete Hai. E E ... Suna Tumne?
Mai Apne Pero(n) Se Chalti Hu, Kudti Hu, Dodti Hu Aur Naachti Bhi Hu.
Kya Tum Hamaare Saath Dod Lagaaogi? Kya Tum Hamaari Tarah It(h)laa Kar Chal Sakti Ho?
Dekho, Mai Apne Baalo(n) Ki Choti Banaa Sakti Hu. Tum To Choti Banaa Hi Nahi Sakte!
Hame To Khule Baal Hi Pasand Hai. Veise, Choti Hum Bhi Banaa Sakte Hai.
Mai Haato Se Kaam Karti Hu. Taali Bajaati Hu, Likhti Hu, Aur Latakti Bhi Hu.
Ab Aur Baate Nahi!! Mu(n)h Par Ungli Rakho.
Nahai, Mai Jo Jaanti Hu, Kahe Kar Hi Rahugi.
Achchaa! Kya Tumne Hamaare Nakhun Ko Dekhi Ho? Kitne Pene Hai?
Chi! Nakhun Kaa Mel Pet Mai Jaataa Hai. Isiliye Nakhun Kaat’te Hai. Samje?
Dekho, Hamaari Dum Dekho. Kitni Sundar Hai.
Hum Manushyo Ne Dum Bahut Pehle Chod Di. Nahi To Chaddi Kese Pehente!
Hamaari Dahaad Suni Hai? Tum Dar Jaaogi Aur Ro Padogi.
Kisko Daraate Ho? Meri Maa Ki Daant Sunoge To Bhaag Jaaoge!
Aakhir Tum To Tehre Sirif Praani! Mai Jaanti Hu.
Manushyaa Bhi Praani Hai. Hum Bhi To Ye Baat Jaante Hai.
Haa, Thik Kehte Ho. Ye Rahaa Ek Praani. Maa Ise Jangli Kehti hai!
Haa, Ye Praani, Tum Praani, Hum Sab Praani!!
- دستهبندی:
- آموزش زبان هندی
- برچسب:
- #آموزش متنی
- #کتاب زبان هندی
سلام احسان جان ممنون از زحماتت بسیار عالی
پاسخ به دیدگاه هاشم رضوی
سلام احسان جان ممنون از زحماتت بسیار عالی
سلام لطف دارید
پاسخ به دیدگاه احسان
سلام. ممنون و سپاسگزار از زحمات حضرتعالی اجرک الله
پاسخ به دیدگاه حاجی صفا
سلام. ممنون و سپاسگزار از زحمات حضرتعالی اجرک الله
سلام من هم بابت نظرتون از شما متشکرم.
پاسخ به دیدگاه احسان
فدات سید جان شرمنده بخاطر زحمت شما
پاسخ به دیدگاه رحیم حسینی
خییییلی ممنون زیاد زحمت میکشین
پاسخ به دیدگاه هارون چشتی
سلام لطف کنید اموزش حروف الفبای هندی رو هم بزارید و بسیار سپاس از این مطالب خوب
پاسخ به دیدگاه نجمه